Yaarana ======= Chhookar Mere Man Ko, Kiya Toone Kya Ishaara Chhookar Mere Man Ko, Kiya Toone Kya Ishaara Badla Yeh Mausam, Lage Pyaara Jag Saara Chhookar Mere Man Ko, Kiya Toone Kya Ishaara Badla Yeh Mausam, Lage Pyaara Jag Saara Chhookar Mere Man Ko, Kiya Toone Kya Ishaara Tu Jo Kahe Jeevan Bhar, Tere Liye Maein Gaoon, Tere Liye Maein Gaoon Geet Tere Bolon Pe, Likhta Chala Jaoon, Likhta Chala Jaoon Mere Geeton Mein, Tujhe Dhoonde Jag Saara Chhookar Mere Man Ko, Kiya Toone Kya Ishaara Badla Yeh Mausam, Lage Pyaara Jag Saara Chhookar Mere Man Ko, Kiya Toone Kya Ishaara Aaja Tera Aanchal Yeh, Pyaar Se Maein Bhar Doon, Pyaar Se Maein Bhar Doon Khushiyaan Jahan Bhar Ki, Tujhko Nazar Kar Doon, Tujhko Nazar Kar Doon Tu Hi Mera Jeevan, Tu Hi Jeene Ka Sahaara Chhookar Mere Man Ko, Kiya Toone Kya Ishaara Badla Yeh Mausam, Lage Pyaara Jag Saara Chhookar Mere Man Ko, Kiya Toone Kya Ishaara